Episode 61 : Fire
Na koi humsafar hai, na koi raazdaan hai
Jalta hai mera dil bas aag ki tarah
Mujhko jiski talaash hai, jaane usko kiski aas hai
Jalta hai mera dil bas aag ki tarah
Na suna saka kisi ko haal-e-zaar apna
Tera raaz khul na jaaye, mere gham ki dastaan se
Tera raaz khul na jaaye, mere gham ki dastaan se
Zara dil pe haath rakhkar mere hamnasheen bata de
Tujhe kya diya jahaan ne, mujhe kya mila jahaan se
Tujhe kya diya jahaan ne, mujhe kya mila jahaan se
Mujhko jiski talaash hai, jaane usko kiski aas hai
Jalta hai mera dil bas aag ki tarah
Na koi humsafar hai, na koi raazdaan hai
Jalta hai mera dil bas aag ki tarah
--Aag ki tarah, Aaroh.
0 Comment(s):
Post a Comment
<< Back to the show